Saturday, January 10, 2009

chand behta hai mere aansuon ki tarah

Kyun chand behta hai mere aansuon ki tarah

Kyun chubathi hain Yadein, dil mein nashtar ki tarah

Kyun raat hai tanhaa meri veeran jindagee ki tarah

Mere mahboob mujhe thodi to tavajjo de,

Dekh mere bhi aur, chahe dushman ki hi tarah

No comments:

Post a Comment