Wednesday, January 21, 2009

Tu door hai mujh se,

Tu door hai mujh se, per paas bhi hai
 Teri kami main kahin , Tera ehsaas bhi hai

 Tujh se Dost hain laakhon, jahan main mere
 Per tu Dost bhi hai, aur khaas bhi hai

 Tune Khushiyan Mujhe Itni di hain ke aaj
 Tujhe khone ka Dil main ehsaas bhi hai

  KHUDA ne yun nawaza, Teri Dosti se mujhe
 ke Mujhe Khud pe Gumaan hai ,aur Naaz bhi hai


Arz hay yeh gila naheen
Samjha hay€ ¦ jitna aap ne
Itna to main bura naheen

Bhatke huwe ko rah main
Pahle to aasra deya
Dil main basa k aap ne
Nazroon se phir gira deya

Aap hi goor kigiye
Zulm hay yeh saza naheen
Itna to main bura naheen

Layi hay is jahan main
Aap ki justju humeen
Aap se pahle thi kahan
Jine ki aarzu humeen

Kahte hain aaj aap se
Pahle kabhi kaha naheen
Itna to main bura naheen

Tufaan uthaya aap ne
Nagmain mere bikhar gaye
Badli nazar jo aap ki
Mout se pahle mar gaye

Ban k kisi ki zindagi
Hote hain yun khafa naheen
Itna to main bura naheen


Kitnay dukh is mohabbat main oothaye hain
Kitnay aansoo tere yaad main bahayee hain
Main nai sareee ghazlain tugh per likheen
Main nai saray geet tere layee gaay hain
Mere manzal-e-nishaan sirf tum he tu hooo
Main nai sab kadam tere layee othaye hain
Loog kaun gharaioon kee baat kertaay hain
Main nai tu zakham apnon say khaayee hain
Auron k dil main tu chaman khilaay us nai
Mere dil main bus kantey hee laga ee hain
Auroon ke daastaan sun hairaan hoon
Main nai aur bhe ghamghen loog payee hain

Aye Chand
Jab Wo Teri Tarf Dekhain
To Unhain Kuch Yaad Delana
Madh-hur Se Kuch Geet Sunana
Phir Chupkey Se Un K Pass Jana
Aur Kehna....!
Tumhain Koi Yad Karta Hai.
Teri Arzo, Teri Umeed Karta Hai



No comments:

Post a Comment